abey yeh Deepak Chaurisya toh ek number ka ullu hai.
Aajtak s****.
Kisi ne Khali ke programs dekhe hai?In gadhon ko koi jaa ke batao WWE sab fix hoti hai and its an entertainment product.Aur yeh duffers Khali mahabali karte rehte hai.

Khali ko yeh karna chahiye woh karna chahiye.Yeh deepak kisi din dikh gaya na toh main .. chup jaunga aur kya.